40+ MUHARRAM POETRY IN URDU

Muharram poetry is a heartfelt tribute to the profound sacrifice and unwavering spirit displayed during the tragedy of Karbala. This powerful form of expression captures the sorrow, courage, and spiritual depth of the month of Muharram. Through poignant verses, it not only mourns the martyrdom of Imam Hussain (RA) but also celebrates the timeless values of justice, truth, and resistance against oppression. Muharram poetry transcends time and culture, uniting hearts in shared grief and reflection, while inspiring a deeper understanding of sacrifice, resilience, and the eternal pursuit of righteousness.

muharram quotes in urdu

سجدے میں سر جھکا ہوا نیزے پہ  سر بلند
اقرار بھی کمال ہے انکار بھی کمال
<<—–<<>>—–>>
Sajde mein sir jhuka hua nezey pe sir buland
Iqraar bhi kamal hai inkaar bhi kamal

muharram poetry

فنا کی راہ گزر پہ منزل بقاؐ حسین ہیں
یعنی ہے قصہ مختصر یزید حسین ہیں
<<—–<<>>—–>>
Fana ki raah guzar pe manzil baqa-e-Hussain hain
Yani hai qissa mukhtasar Yazeed Hussain hain

muharram shayari

کروڑوں سر ہیں جنہیں بچاتی ہے نمازیں
جو بچائے نماز کو سر ہے حسین کا
<<—–<<>>—–>>
Kuroon sir hain jinhein bachati hai namazian
Jo bachaye namaz ko sir hai Hussain ka

10 muharram poetry in urdu

قتل حسین اصل میں مرگ یزید ہے
اسلام زندہ ہوتا ہے ہر کربلا کے بعد
<<—–<<>>—–>>
Qatl-e-Hussain asal mein marg-e-Yazeed hai
Islam zinda hota hai har Karbala ke baad

sad muharram quotes in urdu

عشق میں کیا بچا ئیےعشق میں کیا لٹائیے
آل نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے لکھ دیا سارا نصاب ریت پر
<<—–<<>>—–>>
Ishq mein kya bacha bechaiye ishq mein kya lutaiye
Aal-e-Nabi sallallahu alaihe wasallam ne likha diya sara nisaab reet par

9 muharram poetry in urdu

بس اک نظارہ عجیب بدلا،سحر کے بالکل قریب بدلا
جو حر نے اپنا طیب بدلا، تو حرکا اپنا نصیب بدلا
<<—–<<>>—–>>
Bas aik nazara ajeeb badla, sahr ke bilkul qareeb   badla
Jo harne ne apna tabeeb badla, to harka ka apna naseeb badla

10 muharram quotes in urdu

عجب مزاق ہے اسلام کی تقدیر کے ساتھ
کاٹا حسینؑ کا سر نہرہ تکبیرکے ساتھ
<<—–<<>>—–>>
Ajab mazaq hai Islam ki taqdeer ke saath
Kaata Hussain ka sir narhai tekbeer ke saath

sunni muharram quotes in urdu

جب جسم موت کے لیے ہے
تو اللہ کی راہ میں شہید ہونا بہتر ہے
<<—–<<>>—–>>
Jab jism maut ke liye hai
To Allah ki raah mein shaheed hona behtar hai

muharram poetry in urdu

حسینؑ تیرے لہو کی خوشبو
فلک کے دامن سے آتی ہے
<<—–<<>>—–>>
Hussain tere lahoo ki khushboo
Falk ke daman se aati hai

muharram ul haram quotes

حسینؑ نے اپنا دل اللہ کو عطا کیا اور
اللہ نے حسینؑ کو لا کھول دل عطا کئے
<<—–<<>>—–>>
Hussain ne apna dil Allah ko ata kiya aur
Allah ne Hussain ko lakhon dil ata kiye

muharram shayari in urdu

ایک پل کی تھی بس حکومت یزید کی
صدیاں حسین کی ہیں زمانہ حسین کا ❤️
<<—–<<>>—–>>
Aik pal ki thi bas hukumat Yazid ki
Sadiyan Hussain ki hain zamana Hussain ka ❤️

9 muharram quotes in urdu

کافی نہیں ہے صرف عقیدت حسینؑ کی
کردار بھی ہے مانگتی محبت حسینؑ کی
<<—–<<>>—–>>
Kaafi nahi hai sirf aqeedat Hussain ki
Kirdar bhi hai mangti mohabbat Hussain ki

heart touching sunni muharram quotes in urdu

سجدے تو سب نے کیے تیرانیا انداز ہے
تو نے وہ سجدہ کیا جس پہ خدا کو ناز ہے
<<—–<<>>—–>>
Hussain ne to sab ne kiya tera neya andaaz hai
Tu ne woh sajda kiya jis pe Khuda ko naaz hai

sad muharram poetry

پانی کو اک بار بلاتے اگر حسینؑ
پھر ہوتا کر کربلا میں بھی زم زم حسینؑ کا
<<—–<<>>—–>>
Pani ko ak baar bulate agr Hussain
Phir hota kar Karbala mein bhi zamzam Hussain ka

muharram poetry in urdu text

کتنا حسین تھا  اکبرؑ
اکبر کی مان سے پو چھو
<<—–<<>>—–>>
Kitna Hussain tha Akbar
Akbar ki maan se po chho

9 muharram quotes

یاد کر کربلا کا ہے
کہ خوف بس خدا کا ہے
<<—–<<>>—–>>
Yad kar Karbala ka hai
ke khauf bas Khuda ka hai

10 muharram poetry

خون حسین کی جھلک آج تک شفق میں ہے
پوچھے کوئی یزید سے تیرا ستم کدہرگیا
<<—–<<>>—–>>
Khoon-e-Hussain ki jhalak aaj tak shafaq mein hai
Poochay koi Yazeed se tera sitam ke dar gya

karbala muharram quotes in urdu

خدا حسین کےسجدے میں آکے بول پڑا
حسین تجھ میں ہی تیرا خدا سماتا ہے
<<—–<<>>—–>>
Khuda Hussain ke sajde mein aake bol para
Hussain tujh mein hi tera Khuda samhata hai

respect muharram quotes in urdu

حضرت امام حسن نے کہا
عقل مند وہ ہے جو اپنے نفس کو بچانے
<<—–<<>>—–>>
Hazrat Imam Hasan ne kaha
Aqal mand woh hai jo apne nafs ko bachane

muharram ul haram quotes in urdu

ایسے تقدیرسجائیں گے یقیناً عباس
کربلا مجھ کوسجائیں گے یقیناًعباس
<<—–<<>>—–>>
Aisay taqdeer sajhain ge yakeena Abbas
Karbala mujh ko bulain ge yakeena Abbas

9 muharram poetry

بغض علی سے اور دل میں جینے کی خواہش
باغ جنت کے طلبگار ہیں کیسے کیسے
<<—–<<>>—–>>
Baghz Ali se aur dil mein jeene ki khwahish
baagh-e-jannat ke talabgar hain kaise kaise

poetry for muharram

ڈوبالو میں لوٹ کے آیا ہےذولجناح
سمجھی سکینہ بابا کو لایا ہے ذولجناح
<<—–<<>>—–>>
Dubalo mein laut ke aaya hai zuljinah
samajhi Sakina baba ko laaya hai zuljinah

poetry on muharram

لٹ گیا اکبر و اصغر حسین کہتے لگے
خدا کے دین تجھے زندگی مبارک ہو
<<—–<<>>—–>>
Lut gaya Akbar o Asghar Hussain kehne lage
Khuda ke din tujhe zindagi mubarak ho

muharram status in urdu

روک کے علی اصغر کو رلائے گی سکینہ کو
مان جب بھی کبھی پانی پلائے گی سکینہ کو
<<—–<<>>—–>>
Rok ke Ali Asghar ko rulaayegi Sakina ko
maan jab bhi kabhi paani pilaaye gi Sakina ko

muharram sad poetry

کربلا کی بقاء کا
دوسرا نام ہے زینب
<<—–<<>>—–>>
Karbala ki bqa ka
doosra naam hai Zainab

10 muharram quotes


باطل کے سامنے نہ جھکائے جو اپنا سر
سمجھو کے اُسکے ذہن کا مالک حسینؑ ہے
<<—–<<>>—–>>
Baatil ke samne na jhukaye jo apna sar
Samjho ke uske zehan ka maalik Hussain (A.S) hai

iqbal muharram poetry



یزید کی قبر کا نامو نشاں بھی مٹ گیا
چمک رہا ہے آج بھی روضہ حسینؑ کا ❤️
<<—–<<>>—–>>
Yazeed ki qabar ka naam-o-nishaan bhi mit gaya
Chamak raha hai aaj bhi roza Hussain (A.S) ka ❤️

muharram quotes urdu


مٹ گئی نسل یزید کربلا کی خاک میں
قیامت تک رہے گا زمانہ حسینؑ کا
<<—–<<>>—–>>
Mit gayi nasl-e-Yazeed Karbala ki khaak mein
Qayamat tak rahega zamana Hussain (A.S) ka

sad muharram quotes


کچھ ایسا معتبر ہے حوالہ حسینؑ کا
بخشا ہوا ہے چاہنے والا حسینؑ ک
<<—–<<>>—–>>
Kuch aisa mo’tabar hai hawala Hussain (A.S) ka
Bakhsha hua hai chahne wala Hussain (A.S) ka

muharram quotes in urdu text


حق کے لیے جاں دینے کی جو رسم چلی ہے
اس رسم کا بانی ہی حسین ابنِ علیؑ ہے
<<—–<<>>—–>>
Haq ke liye jaan dene ki jo rasm chali hai
Is rasm ka baani hi Hussain Ibn-e-Ali (A.S) hai

poetry muharram


بڑھ رہا ہے کاروان جانبِ قضا کے ہر قدم
موت چھپتی پھر رہی ہے سیدہؑ کے لالؑ سے
<<—–<<>>—–>>
Barh raha hai karwan janib-e-qaza ke har qadam
Maut chhupti phir rahi hai Syeda (S.A) ke Laal (A.S) se

2 muharram poetry


اگر کربلا میں زینبؑ نہ ہوتیں تو لوگ
غدیر کی طرح کی کربلا کو بھی بھولا دیتے!
<<—–<<>>—–>>
Agar Karbala mein Zainab (S.A) na hotin to log
Ghadeer ki tarah ki Karbala ko bhi bhula dete!

quotes about muharram in urdu


اور عشق اگر انتہا پر آ جائے تو
سر نیزے پر اور قرآن لبوں پہ آ جاتا ہے
 <<—–<<>>—–>>
Aur ishq agar inteha par aa jaye to
Sar neze par aur Quran labon pe aa jata hai

muharram shayari urdu


جھکتا نہیں یہ سر کسی ظالم کے سامنے
ہمت ہی ایسی دے گیا سجدہ حسینؑ کا
<<—–<<>>—–>>
Jhukta nahi yeh sar kisi zalim ke samne
Himmat hi aisi de gaya sajda Hussain (A.S) ka

muharram ka chand poetry

کربلا والوں کے حوصلے تھے دید کے قابل
جہاں پہ صبر مشکل تھا وہاں پہ شکر کرتے تھے
 <<—–<<>>—–>>
Karbala walon ke hoslay thay deed ke qabil
Jahan pe sabr mushkil tha wahan pe shukar karte thay

muharam poetry


ذکرِ حسینؑ آیا تو آنکھیں چھلک پڑیں
پانی کو کتنا پیار ہے اب بھی حسینؑ سے
<<—–<<>>—–>>
Zikr-e-Hussain (A.S) aaya to aankhein chhalak parin
Pani ko kitna pyar hai ab bhi Hussain (A.S) se

muharram ul haram poetry


تہذیب مختلف ہے، میرے غم کی یا حسینؑ
میں ماتمی نہیں ہوں مگر تیرے ساتھ ہوں
<<—–<<>>—–>>
Tehzeeb mukhtalif hai, mere gham ki ya Hussain (A.S)
Main maatami nahin hoon magar tere saath hoon

10 muharram status


محمل میں محرم کا جب چاند نظر آیا
زینبؑ نے بلا کر اکبرؑ سینے سے لگایا
<<—–<<>>—–>>
Mehmal mein Muharram ka jab chaand nazar aaya
Zainab (S.A) ne bula kar Akbar (A.S) seene se lagaya

muharram quotes


ہر آنکھ نم ہوتی ہے محرم میں
آنسو شیعہ یہ سنی نہیں ہوتے
<<—–<<>>—–>>
Har aankh nam hoti hai Muharram mein
Aansoo Shia yeh Sunni nahi hotay

9th muharram quotes


منزل شام کہاں غیرتِ شبیرؑ کہاں
ہائے سجادؑ کو لے آئی ہے تقدیر کہاں
<<—–<<>>—–>>
Manzil Shaam kahan, ghairat-e-Shabbir (A.S) kahan
Hay Sajjad (A.S) ko le aayi hai taqdeer kahan

sunni muharram quotes


پہن کے بیڑیاں، بیمارِ خون روتا رہا
سفر میں قافلہ سالارِ خون روتا رہا
<<—–<<>>—–>>
Pehan ke beriyan, beemaar-e-khoon rota raha
Safar mein qafila saalar-e-khoon rota raha

8 muharram quotes


عابدؑ کا وہ جلال تھا بازارِ شام میں
حاکم یہ پوچھتا رہا، بیمار کون ہے
<<—–<<>>—–>>
Abid (A.S) ka woh jalaal tha bazaar-e-Shaam mein
Haakim yeh poochhta raha, beemaar kaun hai

Final words

In conclusion, Muharram poetry serves as a timeless reminder of the supreme sacrifices made during the tragedy of Karbala. Through its heartfelt verses, it honors the legacy of Imam Hussain (RA) and his companions, instilling values of justice, courage, and integrity in the hearts of its listeners. This poetry transcends mere mourning, inspiring strength, resilience, and an unwavering commitment to truth. It continues to resonate across generations, guiding us in our pursuit of righteousness and reminding us that the light of justice will always overcome the darkness of oppression.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *