40+ SAD POETRY IN URDU

Welcome to our blog, where the delicate art of Sad Poetry in Urdu is celebrated in all its emotional depth. Here, we explore the Sad Poetry profound sorrow, heartbreak, and longing that define the genre, offering a space to reflect on the bittersweet aspects of life. With timeless verses from legendary poets like Mirza Ghalib, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz, and Jaun Elia, this blog is dedicated to those who find solace in the power of words. Join us as we journey through the pain and beauty of these verses, discovering how sadness can connect us all through shared experiences and heartfelt expression.

sad poetry in urdu

میں روتی رہی رات بھر پر یہ فیصلہ نہ کر سکی
تو یاد آ رہا ہے یا میں یاد کر رہی ہوں
<<—–<<>>—–>>
Main roti rahi raat bhar par yeh faisla na kar saki
Tu yaad aa raha hai ya main yaad kar rahi hoon

sad poetry in urdu 2 lines

میں ٹھہر گیا، وہ گزر گیا
وہ کیا گزرا، سب ٹھہر گیا
<<—–<<>>—–>>
Main theher gaya, woh guzar gaya
Woh kya guzra, sab theher gaya

sad poetry

پڑھتا رہتا ہوں آپ کا چہرہ
اچھی لگتی ہے یہ کتاب مجھے
<<—–<<>>—–>>
Parhta rehta hoon aap ka chehra
Achi lagti hai yeh kitaab mujhe

sad poetry in urdu text copy paste

محبت صبر کے سوا کچھ نہیں
میں نے ہر عشق کو انتظار کرتے دیکھا ہے
<<—–<<>>—–>>
Mohabbat sabr ke siwa kuch nahi
Main ne har ishq ko intezar karte dekha hai

urdu sad poetry

محبت کیا ہے اس شخص سے پوچھو
جس نہ دل ٹوٹنے کے بعد بھی انتظار کیا ہو
<<—–<<>>—–>>
Mohabbat kya hai us shakhs se poocho
Jis ne dil tootne ke baad bhi intezar kiya ho

life sad poetry in urdu

روٹھ جاؤنگا ایک دن کچھ اس طرح صاحبہ۔
آنکھیں بند ہوگی تم مناؤگے ہم لوٹ کر نہیں آئیں گے
<<—–<<>>—–>>
Rooth jaoonga aik din kuch is tarah sahiba.
Aankhein band hongi, tum manao ge, hum laut kar nahi aayenge.’

sad urdu poetry

عشق کیا زندگی دے گا کسی کو
یہ تو شروع ہی کسی پر مرنے سے ہوتا ہے
<<—–<<>>—–>>
Ishq kya zindagi de ga kisi ko,
Ye to shuru hi kisi par marne se hota hai.

life sad poetry in urdu text

وہ شرارتیں، وہ شوخیاں، میرے عہدِ طفِل کے قہقے
کہیں کھو گئے میرے رات دن، اسی بات کا تو ملال ہے
<<—–<<>>—–>>
Woh shararatein, woh shokhiyan, mere ehad-e-tufl ke khake
Kahin kho gaye mere raat din, isi baat ka to malal hai.

urdu poetry sad

ختم اپنا درد کر جاؤں
جی میں آتا ہے آج مر جاؤں ❤️
<<—–<<>>—–>>
Khatam apna dard kar jaoon,
Jee mein aata hai aaj mar jaoon ❤️

poetry in urdu 2 lines

نہیں ہے اب کوئی شکایت تم سے
تو رکھ دوسروں کو خوش، ہم تنہا ہی اچھے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Nahi hai ab koi shikayat tum se,
To rakh doosron ko khush, hum tanha hi achay hain.

sad shayari in urdu 2 lines

کتنا عجیب رشتہ ہے ناں یہ محبت کا “ساقی”۔۔۔
دل تکلیف میں ہے اور تکلیف دینے والا دل میں
<<—–<<>>—–>>
Kitna ajeeb rishta hai na yeh mohabbat ka “saaki”…
Dil takleef mein hai aur takleef dene wala dil mein.

deep sad poetry in urdu

مجھے شدید نفرت ہے اس لمحے سے جب میرا
غصہ میری آنکھوں سے آنسوں بن کر بہتا ہے
<<—–<<>>—–>>
Mujhe shadeed nafrat hai us lamhe se jab mera
ghussa meri aankhon se aansuon ban kar behta hai.

sad poetry urdu

بہترین صبر وہ ہے،
جس میں لوگوں سے شکایت نہیں کی جاتی۔
<<—–<<>>—–>>
Behtareen sabr woh hai,
jis mein logon se shikayat nahi ki jaati.

love sad poetry in urdu

عشق تو تھا ہی نہیں محترمہ کو
ہاں مگر بات روز کرتی تھی
<<—–<<>>—–>>
Ishq to tha hi nahi mohtarma ko,
haan magar baat roz karti thi.

urdu sad poetry 2 lines

بے بسی ہے، اداسی ہے اور درد ہے
سب ہے میرے پاس بس اک تم ہی نہیں ہو
<<—–<<>>—–>>
Be-basi hai, udaasi hai aur dard hai
Sab hai mere paas, bas ik tum hi nahi ho.

sad love poetry in urdu

کندھا نہیں ہے میسر کوئی اب مجھے
رونا آئے تو دیوار سے لگ جاتا ہوں
<<—–<<>>—–>>
Kandha nahi hai mayassar koi ab mujhe
Rona aaye to deewar se lag jata hoon.

sad urdu poetry 2 lines

میرے نظریات تجھے تضحیک کرتے ہیں
منافق ہو جاؤں تو ابھی بھیر لگ جائے
<<—–<<>>—–>>
Mere nazriyat tujhe tazheek karte hain
Munafiq ho jaaun to abhi bheer lag jaaye.

poetry in urdu sad

پھر مقدر کی لکیروں میں لکھ دیا انتظار
پھر وہی رات کا عالم ہے اور میں تنہا تنہا
<<—–<<>>—–>>
Phir muqaddar ki lakeeron mein likh diya intezar
Phir wohi raat ka aalam hai aur main tanha tanha.

2 line urdu poetry copy paste about life

کتنے عجیب ہیں نہ لوگ
بات پکڑ کر انسان چھوڑ دیتے ہیں۔
<<—–<<>>—–>>
Kitne ajeeb hain na log
Baat pakar kar insaan chhor dete hain.

sad poetry in urdu 2 lines deep

بولنے والوں کو رہتا ہے، یہی تجسس
انسان کیوں اچانک چپ ہو جاتا ہے
<<—–<<>>—–>>
Bolne walon ko rahta hai, yehi tajassus
Insaan kyun achanak chup ho jata hai.

2 line urdu poetry copy paste

پھر میں وہ کرتا گیا جو رب چاہتا ہے
پھر ہوتا وہ گیا جو میں چاہتا گیا 💞
<<—–<<>>—–>>
Phir main woh karta gaya jo Rab chahta hai
Phir hota woh gaya jo main chahta gaya 💞

sad poetry about life in urdu

لوگ خوش رہنے کی دعائیں دیں گے
پھر خوش دیکھ کر حسد بھی کریں گے ✨
<<—–<<>>—–>>
Log khush rehne ki duaayein dein ge
Phir khush dekh kar hasad bhi karein ge ✨

sad shayari urdu

اگر تم مل جاتی مجھے تو اس دنیا کو دکھاتا
ملی ہوئی چیز کی قدر کس طرح کی جاتی
<<—–<<>>—–>>
Agar tum mil jaati mujhe to is duniya ko dikhata
Mili hui cheez ki qadar kis tarah ki jaati

sad shayari in urdu

مر نہ جائیں تھکن سے صاحب
سر پہ ماضی اُٹھائے پھرتے ہیں 🔥
<<—–<<>>—–>>
Mar na jaayein thakan se sahib
Sar pe maazi uthaye phirte hain 🔥

sad lines in urdu

وہ اداس ہوگی پوچھے گی حال دل مجھ سے
اک زمانے سے یہ خوش فہمیاں نہیں جاتی
<<—–<<>>—–>>
Woh udaas hogi, poochhe gi haal-e-dil mujh se
Ek zamane se yeh khush fehmiyan nahi jaati

emotional poetry in urdu

دعا کسی کو دلاتی ہے تخت و تاج مگر
کسی کی آہ بھی حکومت چھین لیتی ہے
<<—–<<>>—–>>
Dua kisi ko dilaati hai takht-o-taaj magar
Kisi ki aah bhi hukoomat cheen leti hai

poetry sad in urdu

جس کو چاہا اِس کو پاہ نہ سکے
جو ملا اِس سے مُحبت نہ ہوئی
<<—–<<>>—–>>
Jis Ko Chaha Iss Ko Pah Na Sake
Jo Mila Iss Se Mohabbat Nah Houi

deep sad quotes in urdu

رنجش ہی سہی دل دُکھانے کے لئیے آ
آ پھر سے مجھے چھوڑ کے جانے کے لئیے آ
<<—–<<>>—–>>
Ranjjish Hi Sahi Dil Dukhane K Liye Aa
Aa Phir Se Mujhe Chord K Jane K Liye Aa

urdu poetry 2 lines text

میں کیوں پکاروں اسے کہ لوٹ آؤ
کیا اسے خبر نہیں ہے کہ کچھ نہیں میرے پاس اس کے سوا
<<—–<<>>—–>>
Me q pukaru usy kay laut ao
Kiya usy khabar nahi he kay kuch nahi mery pas us ky siwa

poetry sad

آپ مغرور کیوں سمجھتے ہیں مجھے
مجھے کم بولنے کی عادت ہے
<<—–<<>>—–>>
Ap maghror q samjty hen mujh
Mujhy kam bolny ki adat he

sad urdu shayari

کیسے کرلیتے ہو بے رخیاں
دل نہیں دکھتا تمہارا
<<—–<<>>—–>>
Kese Karlete Ho Be Rukhiyan
Dil Nahi Dukhta Tumhara.

emotional sad poetry in urdu

قبریں پرانی ہو جاتی ہیں لیکن اُن پر فاتحہ
پڑھنے والوں کے دکھ ہمیشہ نئے ہوتے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Qabrein purani ho jaati hain lekin un par fatihah
parhnay walon ke dukh hamesha naye hotay hain

heart touching sad quotes in urdu

کوئی منظر سدا نہیں رہتا
ہر تعلق مسافرانہ ہے
<<—–<<>>—–>>
Koi manzar sada nahi rehta
Har ta’alluq musafirana hai

poetry sad in urdu 2 lines

میں نے تالے سے سیکھا ہے وفا کا ہنر
ٹوٹ جاتا ہے پر چابی نہیں بدلتا
<<—–<<>>—–>>
Main ne taalay se seekha hai wafa ka hunar
Toot jata hai par chaabi nahi badalta

poetry urdu sad

کسی سے مل نہ سکو تو خدا کا شکر کرو
کسی سے مل کہ بچھڑنا بڑی اذیت ہے
<<—–<<>>—–>>
Kisi se mil na sako to Khuda ka shukar karo
Kisi se mil kar bichharna badi aziyat hai

poetry in urdu text sad

میں مانتی ہوں شہر میں رات بھی دن لگتی ہے
پر کبھی تُو میرے گاؤں کی ڈھلتی شام دیکھ
<<—–<<>>—–>>
Main maanti hoon shehar mein raat bhi din lagti hai
Par kabhi tu mere gaon ki dhalti shaam dekh

urdu poetry 2 lines sad

نبھانے والوں کو ایک وجہ چاہیے،
اور جانے والوں کو ایک بہانہ 🔥
<<—–<<>>—–>>
Nibhanay walon ko aik wajah chahiye,
Aur janay walon ko aik bahaana 🔥

sad status in urdu

تیرے بغیر گزارا نہیں کسی صورت
اسے یہ بات بتانے سے بات بگڑی ہے
<<—–<<>>—–>>
Tere baghair guzara nahi kisi surat
Usay yeh baat batane se baat bigri hai

sad poetry copy paste

خاص کہاں تھا وہ!
خاص بنا رکھا تھا ہم نے
<<—–<<>>—–>>
Khaas kahan tha woh!
Khaas bana rakha tha hum ne

sad shayari urdu text

تیرے انداز جدائی میں بڑا سلیقہ ہے،مجھ
سے پہلے بھی کسی اور سے بچھڑا ہے تو
<<—–<<>>—–>>
Tere andaaz-e-judaai mein bara saleeqa hai,mujh
  se pehle bhi kisi aur se bichhra hai to

sad poetry in urdu 2 lines text

پتوں کی طرح بکھیرا تھا زمانے نے مجھے
پھر اک شخص نے سمیٹا اور آگ لگا دی!
<<—–<<>>—–>>
Patton ki tarah bikhaira tha zamane ne mujhe
Phir aik shakhs ne sameta aur aag laga di!

sad poetry text

اگر تم کہو تو میں خود کو بھُولا دوں
تمہیں بھول جانے کی طاقت نہیں ہے
<<—–<<>>—–>>
Agar tum kho to main khud ko bhula doon
Tumhain bhool jane ki taaqat nahi hai

Final Words

In conclusion, Sad Poetry in Urdu is not merely about sorrow, but a profound expression of the complexities of human emotions—love, loss, yearning, and reflection. It serves as a mirror to our deepest feelings, offering comfort and solace in times of heartache. Through the words of legendary poets, we are reminded that pain is a universal experience, yet it also connects us in our shared humanity. May the verses found here continue to resonate with your heart, offering a sense of understanding, healing, and connection.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *